Collection of parveen shakir famous poetry


Parveen shakir was a famous poet who died on  26 Dec 1995 in a car accident.
She wrote Her first book named “Khusbu” in 1976.Parveen Shakir was the first
poet to use word Larki(girl) in her poetry.she wrote most of her poetry on the
concept of love



best-of-parveen-shakir

Khafa Agarcha Hamesha Hoay Ab k

Wo Burhami Hai K Hum Se unhen Gilay Bhe Nahi



parveen-shakir- poetry

Wo Na Ae Ga Hamen Maloom Tha Us Sham Bhe

Intizar Us Ka Magar Kuch Soch Kr Krty Rahay


parveen-shakir-best-poetry

Palat Kr Phir Bhe Yahen Aa Jaen Gay Hum

Wo Dekhay To Hme Azad Kr K



parveen-shakir-famous-poetry


Mai Us Se Khul K Milon Soch Ka Hijab Utray

Wo Chahta Hai Mere Rooh Ka Niqab Utray


parveen-shakir-ghazal


Ye Kya K Wo Jub Chahay Mujhe Cheen Le Mujh Se

Apny Liay Wo Shaks Tarupta Bhe To Dekhon


parveen-shakir-ghazal-in-urdu

Wo Mery Paon Ko Chonay Jhuka Tha Jis Lamhay

Jo Mangta Use Dete Ameer Aese The


parveen-shakir-love-poetry

Mery Veran Darechon Mai Bhe Khusbo Jagay

Wo Mery Ghar K Dur o Baam Sajanay Ae


parveen-shakir-poetry-images


Kon Janay K Naey Saal Mai To Kis Ko Purhay

Tera Meyaar Badulta Hai Nisabon Ke Trha


parveen-shakir-poetry-in-urdu

Wo Mujhe Chor K Jis Admi K Pas Gya

Barabri Ka Bhe Hota To Sabar Aa Jata


parveen-shakir-poetry-in-urdu-2-lines


Ise Kochay Mai Kaee Us K Shanasa Bhe To Hain

Wo Kise Aur Se Milnay K Bahanay Ae


parveen-shakir-poetry-in-urdu-collection


Is K Youn Turk Muhabbat Ka Sabub Hoga Koe

Je Nahi Ye Manta Wo Bewafa Pehle Se Tha


parveen-shakir-poetry-in-urdu-images


Nahi Nahi Ye Khabr Dushmano Ne De Ho Ge

Wo Ae!Aa K Chlay Bhe Gaey!Milay Bhe  Nahi


parveen-shakir-poetry-in-urdu-two-lines


Kaanp Uthte Hon Mai Ye Soch K Tanhai Mai

Mery Chehray Pe Tera Naam Na Purh Le Koe


parveen-shakir-poetry-pics


Tu Mera Kuch Nahi Lagta Magar Jan e Hayat


Jany Kyon Tery Liye Dil Ko Dharkta Dekhon



parveen-shakir-poetry-sms


Mushkil Waqt Mai Khamosh Sipahi Ke Trah 

Dil Bhe Kaam Aya Hai Gumnam Sipahi Ke Trah


parveen-shakir-shayari

Youn Dekhna Us Ko K Koe Or Na Dekhay

Inaam To Acha Tha Magr Shart Kurhi The


parveen-shakir-sher

Mai Such Kahon Ge Magar Phir Bhe Haar Jaon Ge

Wo Jhoot Bolay Ga Or Lajawab Kr De Ga


parveen-shakir-shyari-in-urdu

Wo Chand Bun K Mery Sath Sath Chalta Raha

Mai Us K Hijr Ke Raton Mai Kb Akele Hoe


poetry-in-urdu-parveen-shakir


Num Hain Pulken Tere Ay Moj e Hawa Rat K Sath

Kya Tujhe Bhe Koe Yad Ata Hai Barsaat K Sath


poetry-parveen-shakir-in-urdu

Wo Mujh Ko Burf K Toofan Mai Kese Chor Gya

Hawae Sard Mai Bhe Jub Mere Hifazat Ke


shakir-poetry


Waqt Rukhsat Aa Gya Dil Phir Bhe Ghabraya Nahi

Is Ko Hum Kya Khoen Gay Jis Ko Kabhi Paya Nahi


Thanks your for Reading our post on Collection of parveen shakir

famous poetry.Don't Forget to share this post with your friends



Post a Comment

0 Comments